Difference Between Hamzad and Jin

Published on December 2016 | Categories: Documents | Downloads: 62 | Comments: 0 | Views: 579
of 1
Download PDF   Embed   Report

Difference Between Hamzad and Jin

Comments

Content

Sunday, 4 December 2011 DIFFERENCE BETWEEN HAMZAD AND JIN Bahot se hazrat Hamzad ko abhi tak sahi tarah se nahin samjh pay woh hamzad ko j inaat se mumasil samjhty hain, ke hamzad or jin me bas nam or kam ka farq hy jab ke dar haqiqat ye qudrat ki do mukhtalif takhliq hain or jin or Hamzad me bahot farq he. mujhay is silsilay me kafi email mosool huin jin se me ne in abhaam ka andaza lagaya or socha ke is pehloo pe bhi guftugu ki jay. main pehly bhi bayan kar chuka ke jinaat ki takhliq aag se hui or hamzad rooh he or rooh kesay peda k i gai ye koi nahi janta. Allah ne hazrat Adam A.S me apni taraf se rooh phoonki or ye Allah ke hukm se he, iskay ilawa hamein Allah ne rooh ki pedaish ke mutali q nahin bataya, or koi nahin janta ke rooh ki takhliq kesay hiu, how the soul wa s created. Ab Hamzad or jin ki quwaton or qudrat me bhi bahot farq hain maslan, jinaat ki raftar hamzad se intihai kam hoti he Allah ne unhain parwaz ki taqat a taa ki he magar Hamzad khayal ki raftar se safar karta he yeni waqt or fasla usk ay agay be meni hain. ek or farq hamzad or jinaat me ye he ke jinaat ko Allah ne bahot lambi lambi umrain ataa ki magar un keliy mot or bimari bhi beda ki. Hamz ad in chizon se mubra he. jinaat ki shadian hoti hain wo aulad peda karty hain j abke hamzad kisi tarah se bhi milap nahin kar sakta or ye rooh or maada ka ek bu niadi farq he. or ek bara or ehm farq ye he ke jin bas kuch khas janwaron ka roo p dhar saktay hain jiski unhain qudrat hasil he maslan shair, kuta, bakri wagher a or hamzad kisi bhi chiz ka roop le sakta he lekin farq ye he ka hamzad ka roop mehz basri hota he yeni ke ankhon ka dhoka jabke jin infact usi chiz me transfo rm ho jaty hain or koi insan unhain choo bhi sakta he, hata ke jin or insan ka n ikah bhi hota he or even ke agay nasal bhi chalti he. Ap (S.A.W.W) ne esay nikah ko makrooh qarar dia he or imam ibn e Timia ka bhi yahi qol he.yeni mard jin ki si insan orat se ya ya koi insan mard kisi jin zadi se nikah kar sakta he, isi l iy ap ko pari hazir karnay ke amliat nazar atay hain or khas tor pe hinduon ke a mliat jantar mantar ke jin me jo pari waghera zahir hoti he wo nikah ki shart ai d karti he. yeni jin rooh nahin hain wo maada se takhliq huy jabke hamzad ek roo h he jisay explain karna bahot mushkil he. jinnaat ka kisi or chiz me transform ho jana bilkul esay hi he jesy Joule Thomson Effect me gas transforms into liqui d under pressure. aam istimal me any wala lighter isi joule thomson effect ki pr actical misal he. jinaat hameha hamzad se ulajhnay se katraty hain qk hamzad kel iy mot nahin or wo akela kai jinon ki mot ka bais ban jata he tabhi amil e hamza d ko amil e jinaat pe foqiat o fazilat hasil hoti he. jin baz oqat amil ko jhoot i khabar bhi day jaty hain jabke hamzad esa nahin karta. jin ghulami me anay ke bad is ghulami ko sakht na pasand karty hain khas tor pe jab unhain talab kia ja ta he qk unki apni zingi he apna khandan bivi bachay khana pina shadi biyah or y e sab kuch chor ke unhain hazir hona parta he jabke Hamzad hamesh insan ke sath mojood hota he jab amil pukarta he foran aan mojood hota he. or jab amil usay ke hta he k ab tum chalay jao tab bhi wo bas nazron se ojhal ho jata he jabke mojoo d wahin rehta he. umid kart hoon ke is post ke parhnay ke bad hamzad , rooh, mad a or jin me jo farq hian wo ainda apkay zehn me uljhan nahin peda karain ge or a p Hamzad ki asal haqiqat bhi samjh gay hon ge ke wo he kia. Posted by UMMAR

Sponsor Documents

Or use your account on DocShare.tips

Hide

Forgot your password?

Or register your new account on DocShare.tips

Hide

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Back to log-in

Close